Bollywood

Madno Re Lyrics – Lamhaa

By Movie Freak

July 16, 2020

Madno Re is a song from the Hindi movie Lamhaa which was released in 2010. The movie stars Sanjay Dutt, Anupam Kher, Bipasha Basu, Kunal Kapoor, and Shernaz Patel.

Madno Re song was written by Sayeed Quadri and Amitabh Varma, composed by Mithoon and sung by Kshitij Tarey, Chinmayi.

Hai dil ko teri aarzu… Par main tujhe na pa sakoon Hai dil ko teri justju Par main tujhe na pa sakoon….. Main hoon shab tu subah, donon jud ke juda Main hoon lab tu duaa, donon jud ke juda Madno mashuka, dilbara, madno re

Hai dil ko teri aarzu… Par main tujhe na pa sakoon…. Hai dil ko teri justju Par main tujhe na pa sakoon…. Main hoon shab tu subah, donon jud ke juda Main hoon lab tu duaa, donon jud ke juda Madno mashuka, dilbara, madno re… Madno madno madno madno madno….. Madno madno madno madno madno…..

 

Kai khwab dil tujhko lekar sajaaye Par khauf yeh bhi kahin par sataye Gar yeh bhi toote to phir hoga kya re Mujhe raas aati hain khushiyan kahan re Kyun dil ko dukhana bewajah madno re Kyun dil ko dukhana bewajah… Phir aansu bahana ik dafaa… Phir aansu bahana ik dafaa…. Main hoon shab tu subah, donon jud ke juda Main hoon lab tu duaa, donon jud ke juda Madno mashuka, dilbara, madno re….

Tu hi to har pal bandha hai…. Lamhon ki in zanjeeron mein Tu hi har dam raha hai… Khwabon ki har taabeeron mein Tu hi to har din dikha hai Dhundhli ya ujli tasveeron mein

Aa… Teri hi to hai khushbu mujhmein haan madno re Teri hi to hai khushbu mujhmein haan… Ab tu hi to har su har jagah… Ab tu hi to har su har jagah…

Aa…. Bhi chus shab sa subah Meelith doshvai juda Bhi chus labh sa dua Meelith doshvai juda Madno.. maashuka. dilbara. madno re. Haan tera saya to main hoon Main sang tere na reh sakoon Haan is safar mein to main hoon Par sang tere na ruk sakoon

Main hoon shab tu subah, donon jud ke juda Main hoon lab tu duaa, donon jud ke juda Madno mashuka, dilbara, madno re. Maahiya ve, maahiya ve, maahiya. aa. Maahiya ve, maahiya ve, maahiya. aa.

Listen Madno Re on Amazon Music.